Sangtare aur malte ka juice bhi chamak-dar ranggat ke liye nehayat muffed sabit hota hai. Sangtare ke khalis juice (es mein pani ya kuch aur shamil na kiya gaya ho) mein ungliyan bhigo kar inhein achi tarha chehre, thodi, garden aur peshani per malein. Chand roz mein chehre ka nikhar numaya ho jae ga. Kache sangtaron ke beaj dhop mein khushk kar ke enhein pice kar safof bana lein. Es safof ka pest agar rat ko phansiyon aur acne pe laga ya jae to jild saf ho jati hai.
Beautytips for Sangtara and Orange: (Sangtare aur malte ka juice